Honda Activa, first scooter to achieve a 2.5 crore sales milestone in India

Honda Activa, India ki most famous two-wheeler brand hai,  jisne recently 2.5 crore ka sales mark Indian market mai achieve kiya hai. Even India ki saadko pe Honda Activa easily dekhne ko mil sakti hai. Honda Activa ne launch ke baad, time ke saath apni gaadi ko update karta raha aur that's why logo ka Activa series mai interest bana raha hai.

Activa ek bahut best two-wheeler hai iska proof hai ki Honda Activa series ne 50 percent market (two-wheelers) ko cover kar rakha hai. Presently, market me Activa ki 2 gaadi he - Activa 125 and Activa 6G. And recently Honda Actva ne Activa ki 20th anniversary par Activa 6G ke 2 special edition launch kiye he.

Reasons to buy Activa 

  1. Engine, joki bahut smooth or reliable hai. 
  2. Amazing mileage, 
  3. Jordar build qualily



History of Activa

 

  • Launched in 2001
  • Launch ke baad yeah bahut popular ho gayi thi, kyuki yeh phela scooter tha jo automatic start feature ke saath aata tha.
  • Honda Activa first series mai 102cc ka engine aata tha.



Activa Achievements 

Best selling scooter ka award Activa ne bahut bar jeeta hai. For example,

  • 2001-02        Activa first series
  • 2016-17        Activa 4G
  • 2017-18        Activa 5G
    • 2019             Activa 125
    • 2020             Activa 6G    



    THANK YOU, for reading!

    Agar aapko hamare blog acha lagha tooh Please Suscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates ke liye hume instagram pe follow kare @carosiast.


    Post a Comment

    0 Comments