Volvo S60 2021 edition launched at an introduced at a price of 45.90 lakh

Volvo ne apni Luxury Sedan S60 ka third-generation India me announce kr diya hai jiski introductory price 45.90 lakh se start hoti hai. Iss sedan ki onlie booking start ho chuki hai aur aap Volvo ki official website pe jake isko book kr sathe hai.
Iss gaadi ki introductory price sirf online hi valid hai aur iski jitni bhi online bookings January aur Febrary me hogi unki delievery  March ke middle se start hogi. 



New changes and features

  • Engine :- Iss gaadi me hume 2.0 litre, 4-cylinder,Turbo petrol engine dekhne ko miltha hai jo ki 190 Bhp ka maximum power aur 300 Nm ka maximum torque generate karta hai. Iss sedan me ek engine option hai jo ki 8-speed automatic gearbox ke saath aata hai.
  • Exterior :- Agar hum front ki baat kare tooh iss gaadi me New grille ,Thor Hammer styled headlights ke saath C-shaped taillights dekhne ko milthi hai. Isme hume panaromic sunroof ke saath saath 18-inch daimond cut alloy wheels dekhne ko milthe. Ye gaadi attractive aur sporty look provide karti hai jo ki dekhne me bahut premium  feel hota hai.

  • Interior :-  Interior me hume bahut hi ache features dekhne ko milthe hai. Isme hume 9-inch ka touchscreen infotainment system (jo ki Aneroid Auto aur Apple Card Play ke saath aata hai.), 12.3-inch ka digital insturment cluster, wireless charging, four zone climate control, rear parking camera aur Harman Kardon ke sound system aati hai. Iss Sedan me 3 driving modes aate hai - Comfort, Eho aur Dynamic. Aur interior, all black theme ke saath aata hai jo ki iss Sedan ko aur Premuim banata hai.

  • Saftey :- Saftey aur security ke liye hume isme bahut ache feautres dekhne ko milthe hai. Isme hume adaptive curise control, speed alert, diver alert system, etc jasie features dekhne ko milthe hai. Euro NCAP ne isko 5-star saftey rating diya hai crash test me.
Ye Sedan Market me launch hone ke baad BMW 3 series, Jauger XE aur Mercedes Benz C-class se compete kreghi. Tooh aapko yeah new Third generation luxury sedan kasie laghi, hume comment section bataye.

THANK YOU, for reading!

Agar aapko hamare blog acha laga toh Please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka 
koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates 
ke liye  hume instagram pe follow kare @carosiast








Post a Comment

0 Comments