Also read - Why Toyota is Rebadging Suzuki cars in India?
Toyota reengineered Ciaz might be named as Belta -
Filhal expectations ke hisab se Toyota based Ciaz bohut jald hi indian roads pe dekhne ko milegi. Is Ciaz ke under koi bhi mazor cosmetic changes nahi honge bas interior me hume Maruti Suzuki ke Black Beige ke combination ki jagah Toyota ki dark theme interior mil sakte hai.
Changes to powertrain -
Toyota Belta me bhi hume powertrain me koi bhi changes nahi milenge. Isme bhi hume Ciaz ko power karne wala 1.5-litre ka naturally aspirated petrol engine milega jo produce karta hai 105 PS ki power aur 138 Nm ka torque. Aur iske sath hume ek 5 speed manual transmission aur ek 4 speed torque converter automatic gearbox milega. Maruti Suzuki ciaz me ek Hybrid engine bhi milta hai to vo bhi hume Belta me dekhne ko mil sakta hai.
Also read - Fully Electric Genesis G80 revealed !
THANK YOU, for reading!
Agar aapko hamare blog ache lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates ke liye hume instagram pe follow kare @carosiast
0 Comments