Which one will win? Manual vs Automatic - A drag race between two diesel kia seltos

Indian market me abhi kafi jyada potential hai aur bohut sari new companies is market ne enter hona chahti hai. Recently Kia bhi apni Seltos ke sath Indian market me enter hui thi. Aur tabhi se Seltos ki sales kafi ache figures me dekhi jaa rahi hai. Kia, Hyundai ka sub brand hone ke karan Hyundai ki tarah hi apni cars me kafi Sare engine aur Transmission options deta hai. Aur aaj hum dekhenge drag race between two diesel seltos jisme main difference hai ki ek seltos manual hai aur ek automatic. 

A drag race between kia seltos diesel manual and automatic -



Do kia seltos ki drag race ki ye video youtuber Arun panwar ne apne channel pe upload kari hai. Is video me Arun sabse pahle dono cars ke transmission dikhate hue main difference batate hai. Fir dono cars ki windows roll karke Air conditioner off kiya taki maximum power generate kari jaa sake. First down me Automatic seltos ke transmission ko Automatic mode pe hi rakhte hai. Aur first me kia seltos Manual race ki winner rahti hai. 


Second round me Automatic transmission wali Seltos ki manual mode me dal kar race kari jati hai aur second round me bhi manual seltos hi winner banti hai. Dono rounds me manual kia seltos winner rahti hai par dono cars me jyada significant difference nahi rahta hai. Automatic Kia seltos idle position pe 2000 RPM pe redline karti hai jabki manual wali 5000 RPM pe karti hai. Sayad yahi reason ban jata hai Manual kia seltos ke Automatic Kia seltos se aage nikal jane ka. 

THANK YOU, for reading!

Agar aapko hamare blog ache  lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates ke liye  hume instagram pe follow kare @carosiast

Post a Comment

0 Comments