Market me mid-size SUVs me high competition ko dekhthe hue Mahindra ne recently apni Scorpio me ek naya variants ko introduced kiya hai, Mahindra Scorpio S3+ 2021, jo ki ek base variant hai aur isko market me launch kr diya gaya hai jikse price Rs 11.99 (ex-showroom) hai. Isse phele Scorpio me 4-varaints the :- S5, S7, S9, aur S11, jisme ki S5 base variant tha.
Mahindra ne Scorpio ki sales ko increase krne ke liya aur logo ka Scorpio me vapus interest create krne ke liya isko launch kiya hai. Ye variant 2-options me aata hai :- 7-seater aur 9-seater.
- Since ye base varaint hai tooh hume isme S5 varaints se less features dekhne ko milthe hai.
ALSO READ :- New Audi E-tron GT revealed : Most powerful EV ever?
EXTERIOR
- Iske exterior ki baat kare tooh hume isme unpainted aur black coloured front aur rear bumper dekhne ko milthe hai. Isme black colour ki body cladding aati hai.
- Isme 17-inch ke Silver colour wheels aur black colour ke ORVMs ( jo ki manual adjustable hai ) aate hai.
- Iske front halogens headlamps aur rear me LED tail lamps dekhne ko milthe hai.
ENGINE
- Hume isme 2.2 litre, four-cylinder, mHwak turbo diesel engine aata hai jo ki 120 hp ki power aur 280 nm ka torque produce karta hai. Ye engine 5-speed manual gearbox option ke saath aata hai.
- Scorpio S3+ me Mahindra ne power ko decrease kiya hai, kyuki isse iski fuel efficiency increase ho jaeghi. Aur hume jyda mileage dekhne ko milegha.
- Scorpio S3+ ka use hum mainly Taxi purpose aur commercial purpose dekhne ko mil sakta hai.
FEATURES
- Since ye base variant he tooh isme Mahindra ne features cut kr diya hai. So hume isme Vinyl seat, power windows, follow me home, micro-hybrid technology, tilt-adjust steering, manual central locking, rear parking sensors etc jasie features aate hai.
- Isme saftey features jasie speed alert, ABS, high-speed alert, dual airbags etc dekhne ko milthe hai.
THANK YOU, for reading!
Agar aapko hamare blog ache lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates
0 Comments