MG ne MG ZS EV 2021 me kuch jyda changes nhi kiya hai. MG ne apni ZS EV 2021 me thode upgrades kiya jisme kuch mechnial changes kiya hai aur kuch features add kiya hai. Hume isme 2 variants dekhne ko milthe hai
- The base variant, Excite jiski price hai Rs 20,99,800 lakh.
- Top variant, Exclusive jiski price hai Rs 24,18,000 lakh.
NEW UPGRADES
- MG hume apni ZS EV 2021 ki battery me kuch improvements kiya hai jisse range increase hui hai aur battery thoda fast charge hogi. Hume isme 44.5 kWh ki Hi-Tech battery dekhne ko milthi hai jo ki 419 km ki range provide karti hai. Ye battery pack 143 PS ki power aur 353 Nm ka torque produce karta hai. Ye battery pack 6-8 Hr me fully charge ho jaati hai.
- MG ne ZS EV 2021 ki ground clearance ko increase kiya hai aur hume ab isme 177 mm ki ground clearance dekhne ko milthi hai.
- Hume ZS EV 2021 me 215/55-17 tyres dekhne ko milthe hai.
- Hume iske infotainment system me i-SMART 2.0 dekhne ko miltha hai jo ki Hinglish voice commands ke saath aygha aur ye 35 Hinglish voice commands ko support karegha. Isme MG ne Eco Tree Challenghe karke naya feature add kiya hai jo ki CO2 ki savings me help karega.
FEATURES
- Exterior me hume 17-inch ke naya alloy wheels dekhne ko miltha hai saath hi front me hume chrome grille, charging socket, LED DRLs aur projector headlamps dekhne ko milthe hai.
- Isme hume 8-inch ka touchscreen infotainment system dekhne ko miltha hai jo ki Aneroid Auto, Apple card play aur Hinglish voice commands ko support karegha.
- MG ZS EV 2021 me hume panoramic sunroof, electric brake parking, cruise control, push start/stop etc jasie features ke saath aati hai.
THANK YOU, for reading!
Agar aapko hamare blog ache lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates
0 Comments