Tata Motors iss saal 2021 me apni bahut sari cars ko launch krega kyuki last year covid-19 ke karan, car launches ko delay kr diya gaya tha. Iss saal ki starting, January me Tata ne apni Tata Altroz iTurbo aur most famous Tata Safari ke third-generation ko launch kiya hai.
Tata ne recently apni ek famous car Tata Tiago ka Limited Edition launch kr diya ha jiski price Rs 5.79 lakh hai. Ye Limited Edition, Tata Tiago 2021 XT variant par based hai. Iss Limited Edition ko Tata Tiago ki First Anniversary aur iss car ki success ko dekthe hua launch kiya gaya hai.
NEW CHANGES
Since ye Limited Edition, Tata Tiago ke XT variant par based hai. So, Tata ne XT variant ko thoda upgrade kakre aur usme thode ache features dalke usse Tata Tiago Limited Edition ke name se launch kiya hai.
- Tata Tiago Limited Edition ke exterior ki baat kare tooh hume usme koi changes dekhne ko nhi milte hai lekin hume 14-inch ke black bold alloy wheels dekhne ko milthe hai.
- Iss car ke interior me hume Harman ka 5-inch ka touchscreen infotainment system dekhne ko miltha hai jo ki voice commands aur 3D navigation ke saath aata hai.
- Isme hume rear parking sensor, keyless entery, power windows, 4 speakers, power-folding aur adjustable mirrors, jasie interesting features dekhne ko milthe hai.
ENGINE
Engine ki baat kare tooh hume isme 1.2-litre ka petrol engine aata hai jo ki 86 Bhp ki power aur 113 Nm ka torque produced karta hai. Ye engine, 5-speed manual gear option ke saath aata hai.
Ye New Limited Edition, Tata Tiago XT se varaient se 30,000 manegha hai. Tooh kasie laghi aapko Tata Tiago ka Limited Edition, hume comment section me bataye.
THANK YOU, for reading!
Agar aapko hamare blog ache lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates
0 Comments