Petrol aur Diesel ke prices lagataar badte jaa rahe hai. Isse Aam adami (common man) ki pocket pe bahut asar padh rhaa hai. Yaha tak ki India ke Rajasthan aur Haryana ki kuch cities me tooh ek litre petrol ki price Rs 100 ke uppar ja chuki hai.
Lekin achanak se petrol aur diesel ke price inte badh kyu rahe hai ? Me aapko esse 2 karan bataunga jisse aapko ye clear ho jaegha ki petrol aur diesel ke price inte badh kyu rahe hai.
REASONS
1. Demand and Supply :-
- India apni jarurat ka crude oil ka 84 percent import katra hai matlab ki India 84 percent Crude oil international market se khareed tha hai.
- Organisation of Petroleum Exporting Countries (OPEC) jo ki oil price ko determine karta hai. Covid-19 pandemic me lockdown ke karan crude oil ki demand kum ho gai thi aur supply jyda ho gayi thi aur iss vagah se crude oil ki price 65 doller/barrel se 19 dollar /barrel ho gayi. Jisse oil countries jasie Russia, Saudi Arabia ne apna oil production kum kar diya tha. Russia ne 9.7 million barrels/day aur Saudi Arabia me 1 million barrels/day ka oil production kum kar diya. Lockdown over hone ke baad, supply kum hi thi lekin demand badh gayi, jisse crude oil ki price badh gayi.

2. Taxes :-
- Covid-19 pandemic ke waqt central government ne excise duty (product pe jo taxes lagta hai) usko badha diya tha. Isse petrol par tax 19.98/litre se badh kar 32.98/litre ho gaya aur diesel par tax 15.83/litre se badh kar 31.83/litre ho gaya tha.
- State government bhi products par apna ek tax lagti hai jisse Value added tax (VAT) bolte hai. Aur unhone bhi pandemic ke waqt tax badha diya tha.
- Price me iske alava frieght charges aur dealer commission bhi hota hai.
- Example :- New Delhi ke ek litre petrol ka base price agar Rs 32 hai.
- Tooh uspe Central government ka tax Rs 33 hai aur fir State governments ka Rs 20 Value added tax hai.
- Iska matlab hai ki aap 60 percent tooh sirf tax de rahe hai ho.
THANK YOU, for reading!
Agar aapko hamare blog ache lage toh please bell icon ko click karke subscribe kare. Agar aapka koi question ho aur next blog kis topic pe chahiye hume comment karke btae aur latest updates
0 Comments